Leave a Comment

Comments (78)

  1. Prabhanjan ji aap ne demat account ki jiankari bahut ache se diye hai Thanks
    Wakai aap number yek ke layak hai esiliye mai apne goodglo.com ke article top 100 best hindi blog website ke list me 1 number par jagah di hu

    Reply
  2. very well written article. I am searching for these types of topics to read for a long time. You will read the same content on blog

    Reply
  3. Sir mai kitne paise laga skta hun demat account par
    Account fiss alg hai kya or Nivesh karne ke liye alg fiss dena hoga kya

    Reply
    • Ye puri tarah aap pe depend karta hai, aap kitna amount rakhan chahte ho, aap 500 rs ya phir 5000 ya 5000000 bhi rakh sakte ho. Nivesh karne ke liye koi charge nahi lagega. Lakin jab aap lambe time baad apne nivesh ko cash karna chahoge to tax dena padega.

      Reply
  4. सर जी…..
    आजकल ( गुगल पे) में ५ पैसे एप जुर गया है ।
    तो क्या गुगल पे से सिधे share पर निवेस नही कर सकतें । दिमेट एकाउन्ट होना जरुरी हैं ।

    Reply
  5. Prabhanjan ji aapne achhi jankari share kiya hai aur maine bhi ek blog post demat kya hai uske bare me likha hu likhne se pahle khud demat account open kiya aur kuch trading kiya iske baad apne experience ke aadhr par likha hu

    Reply
  6. D mat me kitne amount daLne ke bad share purchase kar sakte He ,kya direct Bank Account se
    Aur share bechne ke bad kitne time me amount Jama Hoti hi aur kis Account ko hogi
    Please give guidance above point

    Reply
  7. sir, mujhe denate aur ese oprate ke bare me bilkul bhi jankari nahi hai, aur na hi शेयर market ke bare me, mujhe ye jankari व्यक्तिगत रुप से कहाँ मिल सकती है please बतायें

    Reply
  8. Kya demat acc kholne ke bad usme minimum rupees bhi rakhna important hota h ya eski koi minimum maximum limit hoti h.

    Reply
    • D-ac- Demat account hota hai, T-ac – Trading account hota hai. Demat account banne ke baad hi aap trading account bana sakte hain.

      Reply
  9. Sir me New hu or seyar bajar me nibesh karna chahata hu ishke liye mughe achhe broker ki jarurat he yadi apke pass kisi brokar ka number ho to please mere pas send kar de mob 9911350259….mob 8006086203

    Reply
  10. सर जी अगर मुझे शेयर खरीदना है तो शुरुआत कैसे करूँ कहा से खरीदना होगा,,,

    Reply
  11. sir me share market me nivesh krna chahta hu to pls mujhe bataye ki kya kya krna hoga iske liye…
    7409100400

    Reply
    • Lalit ji, Client ID enter karne ke baad aapko kuch security questions ka answer bhi dena hota hai phir jakar aap apne account mein enter kar sakte hain.

      Reply
  12. Alag alag brokars k charges ko kya ham kisi site pe compare kr sakte hai kya ya fir kya koi aisi online suvidha hai kya jaha ham brokars k sare prakar k charges dekh sakte hai

    Reply
  13. Sir, agar mai kuch time k baad demat account mai lain dain band kar du to kya annual maintance charge dena padega

    Reply
  14. क्या सरकारी कर्मचारी डीमैट अकाउंट खोल सकता है

    Reply
  15. demant a.c se monthly kitna balance cut ta h
    mera a.c syndicate bank me to kya mera demant a.c bank vale khol sakte h

    Reply
    • Hello Kamlesh ji, yadi aap share sell karte hain tab aapki selling money aapke demat account par hi aati hai jise aapko baad mein apne saving account par transfer karna hoga.

      Reply
  16. Sat Sri Akaal sir ,hum agar is field main bilkul new hain .To ham shuruaat main minimum kitne paise se shuru kar sakte hain yani share khareed sakte hain aur .Jo broker hamara demag account khol raha kya hum us par yakeen karr sakte hai .Aur sir kya demt account open karne walon ka ptaa kaise karain .

    Reply
  17. Sir man ligiye 10 share hai jinki total kimat 50 rupe ke hisab se 500 rupe hai

    Tb share bechne me brocker kitna charge krta hai

    Yahi share 500 rupe k hisab se 100 share hai
    Tb kharidne or bechne me kitna brocker charge leta hai

    Or mahine ka bhi charge vasulta hai kya broker
    .
    Kya sir agr ASA hai

    To in charge se kese bacha ja sakta hau

    Reply
    • Hello Ramn ji, Brokers ki price alag alag hoti hai lekin unki jo normal ya standard rates hoti hai wo ye ki ye aapke amount ki 1-2 % tak ki charge karti hai kharidne aur bechne ke liye.

      Reply
    • Stock Broker वह व्यक्ति कंपनी या फर्म होता है, जो अपने क्लाइंट के शेयर खरीदने और बेचने के आर्डर को स्टॉक मार्केट तक पहुचता है. Example ICICI DIRECT, SHERKHAN, ANGEL BROKING, ZERODHA.

      Reply