Leave a Comment

Comments (338)

  1. This article of yours is wonderful. We got a lot of information from reading this article. I will also share this article with my friends.

    Reply
  2. हमे अपने PayPal एकाउंट की आई डी नही पता है उसके लिए क्या करें
    क्या PayPal पर पैसा मोबाइल नम्बर से भी मंगाया जा सकता है

    Reply
  3. Sar bahut problem hai Hamare account mein email dwara Paisa Aata hi Nahin Hai PayPal Account khol ke Rakha hun Kuchh bataiye na

    Reply
  4. इन्टरनेट के जरिये मैं कैसे पैसा कमा सकती हूँ और क्या काम हो सकता है और किस वेबसाइट पर ऐसा काम उपलब्ध है इसकी विस्तृत जानकारी प्रदान करे

    Reply
    • MERA SINGLE NAME H MIDDLE OR LAST NAME NHI H TO MAIN KAISE ACCOUNT ME FEED KRU KYA MAIN FIRST NAME OR LAST NAME SAME RAKH SKTI HU

      Reply
  5. सर क्या rupay card se paypal account बना सकते है या फिर VISA CARD या MASTER CARD ही चाहिए

    Reply
  6. sir i am parag zode ,i want to open pay pal account but i am feeling uncomfortable if any misuse of by sbi debit card

    Reply
  7. मुझे बोहोत अच्छा लगा ये पोस्ट पर मैंने भी इसके ऊपर एक पोस्ट लिखा है

    Reply
  8. actually i have some doubt about that, i making online money with some website and on that website i put my another email on this login time, so mean to say is that, when that website send me money on that email which i had putted on this site. so how they identify my email ? because my official email which is included on my bank detail is another , and that online website is another , so how paypal recognise me what is my official email to transfer the money..???

    Reply
  9. Mem.
    muje sabhi prkaar ki Knowledge chahe koi bhi ho muje sabhi knowledgw me Interest hai to krpiya aap muje share karegi to bhut khushi hogi.

    thank you Mem.

    Reply
  10. मैडम रामराम मै ओम onlineकोई काम है बताना मै एकदम खाली और परेशान हू।plz.

    Reply
  11. aapka bahot- bahot shukriya .ki hame aisi – aisi jankari de rhi hai,aage bhi aisi hi jNkaro deti rahi. shukriya.

    Reply
  12. paypal account ke bare me aapne bahut achchi jankari di hai. isse mujhe paypal account banane me bahut madat mili, iske liye bahut bahut dhanyawad.

    Reply
  13. Madam mein online job se payment received karne ke liye PayPal account kholna chahta hoon. Uske liye PayPal account banate waqt koun sa account select Karu premier account ya business account

    Reply
  14. sir aapne bataya ki hum indian paypal mein money store nahi kar sakte lekin sir mujhe yeh bataye ki aur doosra kaun sa payment method hian jisse mein bank or debit card ka use karke use payment method mein store kar saku .
    sir kya payeer or perfectmoney mein store ho sakta hain agar hain to pura process bataye with image or screenshot.
    agar nahi ho sakta to aapke hisab se jo trusted ho woh bataye main is liye pooch raha hoon ki kyou ki payeer aur perfectmoney hi aise to paymetn method hain jo is waqt sab jagah maang raha hain .

    sir thanks for reply my answer

    Reply
  15. bhai mera sawal hain ki mera paypal account bana hua hain .

    mujhe yeh janna hain ki paypal mein debit aur credit card se paise kasie lete hain.

    Reply
  16. Sir maine ek business ke liye marchent ko pese send kiye but dosre time nhi ho reh h kyu account meri sis ka h or debit card mera h
    Phly payment ho gai but next nhi ho rhi he
    Kya ap bta skty h esa kyun hai

    Reply
  17. namaskaar sir,
    sir main ye puchhna chahta hu ki mera ek blog hai usme jo earning hoti h wo direct paypal me jayegi kya,ydi paypal id save ho blog me, aur dusri baat kitan charge lagta hai money transfer ka,aur document main pancard ka hona jaruri hai ya aur koi document use kar sakte hai

    Reply
    • Gagan ji, Paypal ko agar aap bank account se link kar lein tab aapka paise paypal mein aakar bank account mein chala jayega. Waise Pancard ki jarurat hoti hai.

      Reply
    • Hello Ananta ji, aap chahen tab bhi aap Paypal mein paise nahi rakh sakte hain kyunki Paypal ki policy hai ki paise jyada se jyada 7 dinon tak hi rahenge uske baad auto withdraw ho jayenge aapke bank account pe.

      Reply
    • Ji Devendra ji wo $ se rupees mein badal jata hai aur aapke bank account mein transfer ho jata hai agar aapka bank account paypal id ke sath link hai tab.

      Reply
  18. mera acount to active hi nhi hota kya is se transfer me koi dikat to nhi agr acount joint krte h to apna acount safe rhega na

    Reply
  19. maine apna paypal accaunt bana liya hai but sir agar mujhe kisi b site se paisa apne paypal accaunt mein dalna hai to mera paypal id kon sa hoga .

    Reply
    • Aap kar sakte hain lekin aapko legally ye show karna hoga ki aap itne paise kahan se laye. Iske sath aap tax bhi bharna hoga.

      Reply
  20. sir ye apne jo ye add bnaya hai sabse upar wala add ye kaise bnaya hai koi post btaiye jiski madat se mai bhi ye add unit gernate kr sake

    Reply
  21. Mai confirm amount submit kiya tha jiska mujhe mail bhi aa gaya lekin PayPal link account ke uper likha he, for verification only, isse kya samjha Jay ki Mera a/c confirm ho gaya Ya kuch or pleas btaiye.

    Reply
  22. MERA HYPSTAR APP SEY PAISA AATA HAI PAYPAL MEIN AUR PAYPAL SEY BANK ACCOUNT MEIN TO KYA HAME ISKA GST PAY KARNA HOGA YA PAYPAL WALE GST KAT KAR PAISA DETEY HAI QKI PAYPAL KA EK TAX INVOICE AAYA HAI ISLIYE PUCH RAHA HOON PLEASE MUJHE MIL KAR KEY BATA DIJIYE ISKEY BARE MEIN MUJHE KUCH PTA NHI HAI PLEASE PLEASE PLEASE

    Reply
  23. Please tell me .Maine PayPal me account open Kiya h but usne GST no.ki jankari kyo Deni jaroori h
    Kya Bina GST no. Ke hum PayPal par payment nahi karna sakte h solved this

    Reply
  24. mam mere pay pal account me paise to transfer btate hai pr bank account me nahi aa rahe hai bank account bhi same hai pr pta nahi ye kaise hota hai please help me……………………………….

    Reply
  25. SIR , L=PLEASE MUJHE BATAYE KYA BANK ACCOUNT ADD KARNE KE BAD KISI KARAN SE PAYPAL MERE ACCOUNT SE PAISE KAT BHI SAKTA HAI KYA ,
    AUR BANK ACCOUNT LIKK KE BAD AUTO WITHDRAWAL KYA HOTA HAI
    AND PAYPAL SE PAISE AUTO WITHDRA HOKE KAHA JAYENGE

    Reply
  26. Maine PayPal Ke Sath UBI bank account and debit card link Kar Diya Hai But, Online Shopping Nahi Ho pah rahi…Kya Kuch Setting Krna padta Hai..please answer

    Reply
  27. Mera sbi account hai aur mene eran money video and app se $ dollars me income kiya hai use Rupia me PayPal se kese badal sakta hu plz

    Reply
    • Hello Krishna ji, bina link liye aap paise nahi rakh sakte kyunki 7 days ke baad paypal se paise automaticallu withdraw ho jate hain.

      Reply
    • Sir mera hdfc ka debit card hai aur mera pay pal me acount bana hai magar main use nhi kar pa rha aur mera card bi internasnl hai main gearbest site se online purchage kar rha hu magr pay pal se paisa nhi kat rha

      Reply
  28. Bank account se link kiye to pta kaise chlega ki ye add ho gya hain.
    Maine sare account information de diye confirm nhi ho rha h

    Reply
      • कब तक आयेगे 2 deposit ओर notification किस चीज़ पर आएगा email या number
        कीयुकि मैने नंबर अलग डाला हे। ओर नमे अलग हे ओर आधार कार्ड ओर pan कार्ड same है। कोई गड़बड़ी तोह नहीं होगी।

        Reply
  29. Good ev. Sir app ne jaise bataya ki .paypal to bank……autometic recive.ho jata hai….par ek baat samj nahi aya mujhe ab tak bank to paypal pe money kaise beje……..

    Reply
  30. Sir good morning ……sir problem ye hai ki…..money bank to paypal pe kaise add kare…..usme add ka option nahi hai….paypal pe add karne ke liye kiya karna padega

    Reply
  31. Sir ….Maine apna account bna liya hai….par..mere calient ko doller me dena hai….problem ye hai ki..mai apne account ka money ko PayPal se add kaise karu…..add money ka option nahi hai

    Reply
  32. Mam marne account bnana liya hai par tranducation me problem ja rha hai.kiya international debit card banana hoga.mera debit card classic hai hell me mem

    Reply
  33. Assalamwalekoom
    Madam Maine PayPal account create kar liya hai but email confirmation bhi ki aur gmail par massage bhi aya par use confirm kiya ye direct PayPal home menu par le gaya phir use login kiya verification bhi hua but mai uske setting mai jaraha hu to usme Show kar raha hai email confirm, aur mobile No. Edit bata raha hai jabki mobile No. Par confirm kiya tha aur wo successful ho gaya but email nahi hua eise bhi edit show Karna chahiye tha aur pan card no. mang raha hai maine apni puri details adhar Card se di hai kya adhar Card no. De sakte hai Full information so please.

    Reply
  34. Respected,
    Mera naam Faizan hai PayPal ki jankari mujhe acchi lagi achha mamdem kya paypal central Bank of India ko saport karega aur bina debit aur credit k bank mai Rupya a jayega Meri Age 16 hai mera adhar Card hai par Pan card nahi hai.

    Reply
  35. hello .
    1)kya mai without debit/credit card PayPal account bna Skta hu?????

    2)agar mai kuch kharidne ke liye PayPal se payment krunga to paise mere bank ac se cut hoenge kya ?????

    3) mere paidverts account me kuch dollar hai ..
    to kya mai PayPal se rupee me

    convrt kr ke bank me dal skunga…?????

    Reply
    • 1. Han kar sakte hai
      2. Nahi. Aap jis card se pay karenge us card se linked bank se katega
      3. Aap paypal me transfer karenge to wo apke account me convert hoke hi jayega

      Reply
  36. Sabina ji namaste,m happy ki ap bhot acha Kam kar rahe .Mera name manindra hai.Kya ye PayPal puri tarah safe hai.kya hum ise Apne debit card ka details de sakte h .Coz isme ac banane k bad link to card ya bank aata hai jaha debit card ki pura no yaha tak ki cvv no v mangte hai Kaya hame faith kar k de Dena cahahiye koi problem to nai??

    Reply
  37. Mera PayPal bank account se bhi Judaism he kya me apni earnings PayPal me transfer kr Sakta hu.

    Reply
  38. Hmne ojooo se paypal me withdraw liya hai but paypal me aaya nhi 25day ho gye hai kya bank account add krne pr hi aayaga

    Reply
  39. no Crd card no debt card **

    I have only PayPal. account
    & bank account ……

    I earning money from a App ..

    can I transfer my money from the aap to my PayPal account …who is connected with bank account

    Reply
  40. Dear mam ..
    Me online money earn kr rha hu abhi mere paas 154 $ hai..aur mera PayPal account bhi hai.bt mera bank account PayPal se link nhi hai..kya mujhe apni online money ko paypal me transfer krne ke liye phle apne bank account ko PayPal se lonk krna pdega..???

    Reply
  41. visa card banawana hai muje ku ki mera empowr me kafi cash ataka hai aur credit card ki mang kar raha hai jo ke mere pass nahi hai, so janana hai ki kya kare.

    Reply
  42. Hello Sabina Ji,
    Mai janana chahata hu ki online part-time job se kamaye hue $ ka payment PayPal ke dwara kaise received kar sakte hai aur agar valid ID bank a/c SE link nahi ho bhi a/c mai received hoga ki nahi???
    Please reply

    Reply
  43. mera naam amit hai mene ek website create ki h us me paypal ka account lagaya hai payment gateway ke liye kya jiska paypal account hoga wahi payment kr sakta hai ya phir koi bhi jiska paypal pr account nahi hai please reply me fast

    Reply
  44. madam mujhe paypal se paise apane bank account mein transfer karane ke liye apne bank account ko internet se connect karane ki jarurat hain?

    Reply
  45. Sabina ji, mai PayPal me account banana chahta hun mera email id v hai pr uska paasward bhul gya bun kya mujhe dusri email id banwani padegi ? Please help

    Reply
  46. Respected mem,
    Mera name Jawahar mishra hai aur meine PayPal par naya account banaya hun…kya aap bata sakti hain ki mujhe Brazil se payment kitne din main mere payple account main aa jayegi aur iska commission kitna katega?

    Reply
  47. mam me ye janna chata hu ki jo two small amount paypal bejta h to vo mere s.b.i. bank me ek hi small amount aayi to me new bank ka account bana rha hu to me kon kon se bank me account bna sakta hu or kon kon se bank ka credit card use kr sakta hu paypal me or kon kon se bank me kitne rupee se account khulta h bank me kyo ki paypal india me kuch hi bank ko connect krta isliye plzz bataye

    Reply
  48. Hello mem,
    Me aapse ye janna chahta hu ,ki mene ek company me job ki, or icici ka ek card mila, par chackbook nahi mili,sirf us ATM card me cash mila, to us ATM ko PayPal se ragistar karva Sakta hu, mujhe kisi ne bataya ki jab check book nahi mili to ATM jodne ka koi fayda nahi, plz mem is problem ka samadhan bataye,

    Reply
    • Neeraj paypal me register karne ke liye bank me account hone ki jarurat hai jo apke paas hai, usme checkbook ki koi jarurat nahi hoti.

      Reply
  49. Hello mam ma online ek application se pase kema raha hu. jesma mare pass 11$ hai . ma in paso ko paypal ma bajna chahta hu. mare paypal account ma mare email id register hai. par abhi tak mane apna paypal account kisi bhe bank sa connect nhi keya hai. to mam kya ma apne 11$ paypal me bhaje sakta hu. aur baad me paypal ko bank se contact kar ke pase nekal sakta hu

    Reply
  50. Respcted Madam,

    Mere pass sirf english typing scill hai, kya mai ghar se parttime paise kama sakta hu? mere pass laptop hai aur mai internet connection le sakta hu. please guide me.

    Reply
  51. detail pr paypal id bnanay k liye email id mang rha h or mene try b kiya h pr id nhi bni or bank ki konsi detail chahiye id bnanay k liye

    Reply
  52. Respected Madam,

    kya paypal ke liye BANK OF INDIA, STATE BANK OF INDIA ya BANK OF MAHARASHTRA me se kaun sa bank chalega, aur paisa apane bank me transfer hone ke liye debit ya credit card ki jarurat hoti hai kya?

    Reply
    • कोई सा भी बैंक Koi sa bhi bank chalega.
      Par apko kahin transfer karne keliye Credit Card ki jarurat padega.
      Aap bina credit card ke bhi apne account me paise transfer kar sakte hai.

      Reply
  53. Mam
    1) kya paypal PNB (credit card) ko saport karta hi?
    2) kya $ ko india bank (pnb) me bhej dega ?
    3) paypal acc bnate samay pan card ki jarurt padegi to kya pan card ki jagah aadhar card se ho sakta hi?
    4) clixsense par se paypal ke jariye indian bank me paisa ko ($=₹) kaise transfer kare?

    Reply
    • 1) Han karega
      2)Han bhej dega
      3) Agar mangta hai to apko wo dena hoga.
      4) Paypal me kuch karna nahi padta. Aap bas apna email id clixsense me add kar dijiye, wo auto matic paise bank me transfer kar dega.

      Reply
  54. mam mene pan card ke liye aaply kiya hai mene paypal account be bna diya hai problem ye hai ki mera ucko bank ka.account hai mene ucko bank ke account ko paypal se connect kr diya hai
    bt mujhe kisi ne.btaya ki ye bank paypal ko support ne krta to me.soch raha hu ki dusre bank me account khulwau aap suggest kro ki kon se bank ka account acha rhega jiska debit card paypal ko support krta ho
    or jo ucko bankvwala account mene connect kiya hai paypal se use remove kar skta hu kya me

    Reply
    • UCO bank ko PayPal se add kiya ja sakta hau. Par koi bhi bank ki debit card PayPal ko support nahi karta.
      ICICI bank try kar sakte ho.

      Reply
  55. to sir paypal account kyon banana padta hai me abhi tak samajh nhi plz kya mujhe blogger hone ke naate paypal account banana padega.

    Reply
  56. usful details for blogger

    mera ek sawal hai ki paypal aur bank acoount dono ko connect karke bank account ko adense se connect karna padega.ya paypal ko adsense se jodna padega.

    Reply
  57. mem mene bhi website banai hai but usme disain kese karu plz help me mem aor aek baat aor ham blogger me to blogs likh sakte hai but kya ham website me bhi bligs likh sakte hai agar ha to kese plz plz help me mem.

    Reply
    • Blog ko design karne keliye apko CSS sikhna hoga.
      Agar apka hosting hai to aap ek sub domain mein WordPress blog install kar sakte hai.

      Reply
      • Mam इतनी जानकारी इसे नहीं होगी अभी shuruat है कम samjhayye कहीं chor ना दे blogger।

        Reply
  58. Dear Mam
    Ydi account m debit or credit card dono na ho tab bhi a/c m pese aa sakte h kya.
    Or mera sbi ka a/c h kiosk branch m..
    -18 age ka.
    Usme aa sakte hai. Ya ni.
    Plz tell me mam.

    Reply
  59. hllo mam may ek application par work kar reha hu meri inkom 10$ ho gye hey muje ise paypal par tranfor karna hey mera paypal par account bi hey ab muje us app par jo account mane paypal par dala hey vo dalna hey yo koi paypal ka account hota hey please help me mam

    Reply
  60. agar me paypal acount creat karu nd mere acount se connect kru to mujhe starting me koi charge pay karna padega kya .
    ya paypal acount creation free of cost h

    Reply
  61. Dear Mam..
    Me ye janna chachta hu ki PayPal me state bank of India ka account chalega ya nhi.

    Or is me only credit card available h ya debit card bhi chal sakta hai. SBI ka.

    Reply
  62. account add to ho gaya but paypal par likha hua hai ki ….account type-checking….status-confirmed…aap mere ko ye bataye ki ab mujhe kya karna hai…..please help me

    Reply
  63. thanks apne paypal ke bare main bahut achhi jankari di but mere ek problem aa rahi hai mera bank account paypal se add nahi ho raha hai please hep me

    Reply
  64. Very good details about paypal .

    Do you know, how to search current dated updated webpages or dated wise webpage on any topic in internet ?

    Reply